Urs e Sayyedi Mubarak
Apne waqat ke sab se bade sufi aur walie kamil
Ulma ke sardar
Qaide Ahley Sunnat
Muqtadaye Ahley Sunnat
Maulana Hafiz o Qari
Hakeem Mufti Shah
Aley Mustafa Sayyed miya Marehravi
(Rehmatullah aleh ) ka
Urs Mubarak🌹🌹🌹
Aaj Asal Yaume wisal ki tareekh hai
Aap sab apne Qaido Rehnuma ki bargaah me khiraje Aqidat pesh kare
Unke isale sawab ki mehfil munaqid kare
Quran khani karayen
Maula Unki Qabr par Rehmato Noor ki barish kare unke sadqe Humari maghfirat kare
Unke Qumbe ko salamat rakhkhe.
Aameen
Appeal By :
Bazm e Barkaat Aley Mustafa Mumbai
No comments:
Post a Comment