Urs e Nazmi Mubarak
💐🌹💐🌹💐
Tumko Nazmi Nisbat hai Ahley e Bait e Aqdas se
Jinki Shaan ki Mazhar aayat e TAHARAT hai.
💐🌹💐🌹💐
Nazmi kiye hi jayega Milad e Mustafa Bayaan
Esko kabhi na chedna Sunni Bada Dabang hai.
💐🌹💐🌹💐
Husain ka Naam aur Maatam Nahi yeh Ahley Sunan ka shewa
Shaheed Martay nahi hai Nazmi Quraan Elaan kar raha hai.
💐🌹💐🌹🌹
Khandan e Barkaat Zindabaad !
Sarkar e Nazmi Zindabaad !
Unke sadqe me
Hum Barkaati Zindabaad
💐🌹💐🌹🌹