Dukhtar e Sarwar e kaunain Sayyeda Zahra
Hasan Husein ke dil ka chain Sayyeda Zahra
Jiske dar par aaye jibraiel sawali bankar
Nayab e sarware kaunain Sayyeda Zahra.
Ali jaisa kamil khawind mila jisko
Bangayi mazmaul bahrain sayyeda Zahra.
Sayyeda Zainab e kubra ki Ammi jaan
Hasan Husein jinke naiyan Sayyeda Zahra
MOIN e aasi bhi mangta hai tumhare darka
Ese bhi aa jaye chain Sayyeda zahra
Kalam writeen by Moinuddin siddiqui Barkati (Moin Barkati)
10 September 2021
Manqabat posted Today on 20 Jamadil Akhir 1443 Hijri 23 January 2022.
No comments:
Post a Comment