Total Pageviews

Sunday, February 14, 2016

Life history of Hazrat Shah Barkatullah Ishqi Marehravi Aley hir Rehma


KYA AAP JANTE HAIN

SILSILAE BARKAATIYA MAREHRA SHAREEF KE IMAM HUZUR SAHIBUL BARKAAT SYYID SHAH BARKATULLAH RAHMATULLAHI ALAIHI DOURE ALAMGIRI KE BAHUT BADE SUFI BUZURG GUZRE HAIN* HINDOSTAN ME TASWWUF KE SILSILE KI AAP EK AHAM KADI(CHAIN) HE* RAAT DIN ME SIRF DO SANSE(साँसे) LETE THE * AAP KI WILADAT 26 JAMADI'UL AAKHIR SAN 1070 HIJRI ME HUYI* AAP 26 SAL TAK MUSALSAL ROZE SE RAHE * ARBI ,FARSI,HINDOSTANI,OR SANSKRIT JABANO KE JAYYAD AALIM THE * VAID PURANO PER BHI AAPKI GAHRI NAJER. THI * FANE MOUSIQI ME BHI DASTRIS THI* FARSI OR ARABI ME ^""ISHQI""^ TAKHLLUS KARTE THE * BRIJ BHASHA KE BHI SAHIBE DEEWAN SHAYER THE ^""PAIMI""^ TAKHLLUS karte the * AAPKE HINDI DEEWAN ^^PAIM PRAKAS^^ PER KAYI LOGO ME DOCTORED HASIL KI HE* AAP KI OR BHI KAYI KITABE MASHAHOOR HAIN* HAZRAT KA VISAL SABE AASHURA SAN 1142 HIJRI ME HUWA* AAPKA AASTANA DARGAAH SHAH BARKATULLAH KE NAME SE DUNIYA BHER ME MASHAHOOR HAI*
(TARIKH KHANDANE BARKAAT AJ HAZRAT OLADE RASOOL MUHAMMED MIYAN RAHMATULLAHI ALAIHI)

KITAB :- KYA AAP JANTE HAIN

PAGE :- 507

SYYED AALE RASOOL HASNAIN MIYAN NAZMI BARKATI MAREHRVEE

1 comment: