Total Pageviews
Sunday, November 1, 2015
Tuesday, October 13, 2015
Friday, October 2, 2015
Yaume wisale Hazrat e USmane Ghani Radiallahuanhu
Hazrate Usman ki Sharmo Haya par Durood
Ibne khattab o Haider pe Lakho Salaam
🌹(Allama Nazmi Marehravi Aleyhir rehma )
Ibne khattab o Haider pe Lakho Salaam
🌹(Allama Nazmi Marehravi Aleyhir rehma )
Saturday, June 20, 2015
Urse Khatoone jannat mubarak
🌹Yaume Wisale khatoone Jannat Mubarak ho 🌹
Allama Nazmi Farmate hai
🌹 Jinke bete imam
aur Shauhar imam
Us Shahe deen ki
Dukhtar pe lakho salam 🌹
⭐ Bazme Barkaat Aley Mustufa Mumbai
Allama Nazmi Farmate hai
🌹 Jinke bete imam
aur Shauhar imam
Us Shahe deen ki
Dukhtar pe lakho salam 🌹
⭐ Bazme Barkaat Aley Mustufa Mumbai
Monday, June 1, 2015
Fazaile Shaban o Shabe Barat
Fazaail e Shaban o Shabe Barat:
▪Ummul Mominin Hazrat Ayesha siddiqa radiyallahu ta'ala anha se marwi hai ke Rasoolullah sallallahu ta'ala alaihi wasallam Shaban ka (Rozey rakhney me) is qadr ehtimam kartey ke itna kisi (aur mahiney) ka na kartey, phir Ramadhan ka chaand dekh kar roza rakhtey aur agar Abr (cloud) hota to tees din purey kar key roza rakhtey. (Abu Dawood / 318)
▪Hazrat Ayesha siddiqa radiyallahu ta'ala anha se marwi hai ke Huzur sallallahu ta'ala alaihi wasallam ney farmaya, "Shaban mera mahina hai aur Ramadhan Allah ta'ala ka mahina hai". (Jame Sagir /H.4889)
▪Ek aur riwayet me is tarah hai ke "Ramadhan Allah ta'ala ka mahina aur Shaban mera mahina hai, Shaban paak karney wala hai aur Ramadhan gunah mitaney wala hai". (Jame Sagir / H.4903)
▪Paanch mahiney ka chaand dekhna waajibe kifaya hai, Shaban, Ramadhan, Shawwal, Zul Qada, aur Zul Hijja.
▪Mahey Shaban ki yaadgaro me ek yaadgar yeh bhi hai ke khaas 15vi Shaban me Baitul Maqdis ki bajaye Khanae Ka'aba qibla qarar paya. (Tafseer Qartabi)
▪Rasoolullah sallallahu ta'ala alaihi wasallam ne farmaya, "Ramadhan ke baad sab se afzal Shaban ke rozey hain, taazime Ramadhan ke liye." (Tirmizi o Baihiqi)
▪Ummul mominin Ayesha siddiqa radiyallahu ta'ala anha farmati hain, "Huzur sallallahu ta'ala alaihi wasallam siwaye Ramadhan ke kisi mahiney ka pura roza nahi rakhtey they aur oos ke baad Aap ko Shaban se ziyada kisi mahiney me roza rakhtey main ne nahi dekha". (Sahih Bukhari / 264)
▪Hazrat Ayesha siddiqa radiyallahu ta'ala anha ne farmaya ke Huzur sallallahu ta'ala alaihi wasallam purey Shaban roza rakhtey, yahan tak ke oos ko Ramadhan se mila detey they." (Ibne Maja / 199) (purey Shaban se aksar ayyam murad hain)
▪Hazrat Ayesha siddiqa radiyallahu ta'ala anha farmati hain, "Huzur sallallahu ta'ala alaihi wasallam ko Shaban ke rozey tamam mahino se ziyada mehboob they phir Huzur oosey Ramadhan se mila detey". (Abu Dawood / 330)
▪Rasoolullah sallallahu ta'ala alaihi wasallam farmate hain, "Shaban ki 15vi shab me Allah azza wajalla apni makhlooq ki taraf khaas tajalli farmata hai aur sab ko bakhsh deta hai magar kaafir aur adaawat wale ko (nahi bakhshta).
(At'Targheeb wat-Tarheeb)
▪Hazrat Ayesha siddiqa radiyallahu ta'ala anha se riwayet hai ke Huzur sallallahu ta'ala alaihi wasallam ne farmaya, "mere paas Jibril alaihissalam aaye aur kaha yeh Shaban ki 15vi raat hai is raat Allah Ta'ala Jahannam se ootno ko aazad farmata hai jitney Bani Kalb ki bakriyo ke Baal hain magar Kaafir, Adaawat wale, Rishta katney wale, Kapda latkaney wale, Waalidain ke naafarman aur Sharaab ke aadi ki taraf nazre rehmat nahi farmata".
(Baihiqi)
▪Hazrat Ali radiyallahu anhu se riwayet hai ke Huzur sallallahu alaihi wasallam ne farmaya, " jab Shaban ki 15vi raat aajaye to oos raat ko Qiyaam karo aur oos (15vi) ke din me roza rakho ke Rabb tabarak o ta'ala ghurube Aaftab se aasmane duniya par khaas tajalli farmata hai aur farmata hai ke,
Hai koi bakhshish chahney wala ke oosey bakhsh du, hai koi rozi talab karney wala ke oosey rozi du, hai koi aisa hai koi aisa, aur yeh oos waqt tak farmata hai ke fajr tulu ho jaaye". (Ibne Maja / 100)
▪Huzur sallallahu alaihi wasallam ne farmaya, "Allah ta'ala chaar raato me khair o barkat ke darwaze khol deta hai, Eidul Ad'ha aur Eudul Fitr ki do raatein, 15vi Shaban ki raat jis me maut ke parwane aur Rizq likhey jaatey hain aur Arfa ki raat." (Tafseer Durre Mansoor)
Friday, May 22, 2015
Lakho Salam :By Allama Sayyed Shah Aley Rasool Hasnain Miya Nazmi
Lakho Salam
By : Allama Sayyed Shah Aley
Rasool Hasnain Miya Nazmi Marehravi
( Aley Hir Rehma )
Shafaye Roze Mehshar
Pe Lakho Salam
Saqiye Hauze Kausar
Pe Lakho Salam
Qasime Neamat o
Malike Zuz o Kul
Dono Alam ke
Sarwar Pe Lakho Salam
Arsh se aaghe jiski Rasai Hui
Yani Mehbobe Dawar
Pe Lakho Salam
Zulf o Rukhsar ki khaye Quraa(n) Qasam
Mustafa Noori
paikar Pe Lakho Salam
Unke Rauze Ki Hurmat pe behad Durood
Unke Mehrab o
Mimbar Pe Lakho Salam
Hashr me Ummati
Ummati ki sada
Es Shafaat ke tewar
Pe Lakho Salam
Jiske Sadqe me Jannat
ka Muzda mila
Sajdae Yaume Mehshar
Pe Lakho Salam
Naaze Sidqo Safa
Fakhre jood o Sakha
Yani Siddiq e
Akbar Pe Lakho Salam
Hazrate Usma Ki
Sharmo Haya Par Darood
Ibne Khattab o
Haider Pe Lakho Salam
Jiske bete Imam
Aur Shauhar Imam
Sarvare Deen ki
Dukhtar Pe Lakho Salam
Fakhre Aale
Payambar kahen hum jinhe
Yani Shabbir o
Shabbar Pe Lakho Salam
Mazhare Shane Qudrat hai Ghausulwara
Maarifat ke Samandar Pe Lakho Salam
Khawajae Khawjgaa(n) Deene Haq ke moin
Istaqamat ke Jauhar
Pe Lakho Salam
Shahe Barkat ki Barkat pe behad Darood
Bahre Irfaa(n) ke Ghauhar Pe Lakho Salam
Humko Sikhlai
Achche Bure ki Tameez
Aala Hazrat jaise
Rehbar Pe Lakho Salam
Aashiqe Mustafa
Jibreile Ameen
Unke Noorani
Sahpar Pe Lakho Salam
Ishqe Ahmed me Nazmi jo sarshar ho
Uske unche Muqaddar Pe Lakho Salam
Wednesday, May 20, 2015
SAJHRAH AALIYA QADRIYAH BARKAATIA
[Enter Post Title
Here]
ALLAH KE NAAM SE
SHURU JO BADA MEHARBAN NIHAYAT RAHEM WALA HAI.
NAHMADHU WANU SALLEALA
HI RASOOLIHIL KAREEM.
SAJHRAH AALIYA QADRIYAH BARKAATIA
Ya
Illahi Rahem Farma Mustafa ke wastey
Ya
RasoolAllah Karam kijiye Khuda ke wastey
Mushkile
hal kar Shahe Mushkil kusha ke wastey
Kar
balayen rad Shaheede karbala ke wastey
Sayyede
Sajjad ke sadqe me sajid rakh hame
Ilme
Haq de Baqare Ilme o Huda ke wastey
Sidq Sadiq ka tasadduk Sadiqul islam kar
Be
Ghazab Razi ho Kazim Aur Raza ke wastey
Bahre
Maroof wa sari maroof de bekhud sari
Junde
Haq me gun Junaide Ba safa ke wastey
Bahre
Shibli Shere Haq Duniya ke Kutto se bacha
Ek
ka Rakh Abde Wahid be Riya ke wastey
Bul
Farah ka Sadqa kar gham ko Farah de Husn o Saad
Bulhusein Aur Bu
Saeede Saadza ke wastey
Qadri
Kar Qadri Rakh Qadrio me utha
Qadre
Abdul Qadire Qudrat numa ke wastey
Ahsanallahu
lahu Rizqan se de Rizqe Hasan
Bandaye
Razzak Tajul Asfiya ke Wastey
Nasrabi
Saleh ka Sadqa Saleh wa Mansoor rakh
Dey
Hayate Dee(n) Mohiye ja fiza ke wastey
Toor
Irfan wa Aalu wa Hamdu Husanu Baha
Dey
Ali Musa Hasan Ahmed Baha ke watey
Bahre
Ibrahim Humpe Nare Gham Gulzar kar
Bhek
de Data Bhikari Badshah ke wastey
Khanaye
Dil ko Ziya de rue imaan ko Jamal
Sheh
Ziya Maula Jamul Awliya ke wastey
De Muhammad ke liye Rozi kar Ahmed ke liye
Khawane
Fazlulllah se Hisaa gada ke wastey
Deen
o Duniya ki hame Barkaat de Barkaat se
Ishqe
Haq de Ishqui Ishaq Antuma ke wastey
Hubbe
Ahley Baith De Aley Muhammad ke liye
Kar
Shaheede Ishq Hamza peshwa ke wastey
Dil
ko Achcha Tan ko Suthra Jaan ko Purnoor kar
Achche
Payre Shamshe dee(n) Badrul ulaa ke wastey
Dil
ko Achcha Tan ko Suthra Jaan ko Purnoor Kar
Suthre
Payare Noore Haq Shamshuduha ke wastey
Do
jahan me khadime Aley Rasool Allah kar
Hazrate
AleyRasoole Muqtada ke wastey
Noore
Imaa(n) Noore Irfaa(n) Noore Qabr o
Hashr de
BulHuseine
Ahmede Noori Ziya ke wastey
De
Hidayat Do Jahaan me hum ko aye Rabbe Kareem
Hazrate
Mehndi miyane Ba Ata ke wastey
Hum
ko Aulade Rasoole Basafa ka rakh ghulam
Shahe
Aulade Rasool Baziya ke wastey
Qaul
o fail o Haal sab me humko tu sachcha hi
rakh
Sheh
Muhammad Sadiq marde khuda ke wastey
Meri
Qismat ki buraio ko Nekio se karde badal
Hazrate
Bul Qasime khairo Huda ke wastey
Hubbe
Aulade Rasoole paak de Dil me racha
Shah
Aulade Rasoole Rehnuma ke wastey
Naame
Naami Jin ka hai Hazrat Ghulame Mohiuddin
Baksh
de humko tu unke ittiqa ke wastey
Noore
Ahmed Zufagan ho Hum pe aye Rabbe Aziz
Noore
Ahmed Ashiqe Noore Khuda ke wastey
Mustufa
o Murtuza Razi ho humse aye Khuda
Mere
Maula Shah Sayyed Irtaza ke wastey
Humko
Raahe Mustafa Par Ghamzan rakhna Mudaam
Mere
Murshid Shah Aley Mustafa ke wastey
Ya
Illahi Bahre Hazrat Mustafa Haider Hasan
Husn
o Safwat ka rata unke ghada ke wastey
Do
jaha(n) ki neamato se humko malamal kar
Sayyedi
Aley Rasool peshwa ke wastey
Pusht
pe meri sada ho panjaey Aley iba
Sayyed
Sibtain Haider ki Ziya ke wastey
Sadqa
In Ayya(n) ka de Chey Aain Izz o Ilmo Aamal
Aafaw
IRfaa(n) Aafiyat Har be nawa ke wastey
(Aameen
Aamen Bijahil Nabiyil kareem )
Tuesday, May 19, 2015
Modesty (Haya)
*Achchi bataen logo ko batana sadqa hai*
#⃣ Hadees Sharif
#⃣ Modesty is the part of Imaan.
#⃣ Haya Imaan ka Hissa hai.
www.barkaati92.blogspot.com
#⃣ Hadees Sharif
#⃣ Modesty is the part of Imaan.
#⃣ Haya Imaan ka Hissa hai.
www.barkaati92.blogspot.com
Monday, May 18, 2015
Aao Ilm Hasil karen
# Achchi Baat ka Batana Sadqa Hai.
**** Safai Nisf (Adha) Imaan Hai ****
www.barkaati92.blogspot.com
**** Safai Nisf (Adha) Imaan Hai ****
www.barkaati92.blogspot.com
Sunday, May 17, 2015
Merajun Nabi Sallallahualaihiwasallam Mubarak
🌹 Tamam Bhaio ko Shabe Meraj Mubarak 🌹
🌹Allama Nazmi farmate hai 🌹
🌹Rifate Mustafai par Arsh ki Aqal dang hai
Unki har ek ada me kya Mehboobiyat ka Rang hai
🌹Meraj ka sharaf mila yu tho har ek Rasool ko
Arsh se aage ja sake
Ahmede Mujtaba Fakat 🌹
🌹 Falaq pe dhoome Machi hui hai
Malaika jhoome ja rahe hai
Ki Mustafa apne Rab ki dawat pe Aaj tashreef la rahe hai
#⃣ Bazme Barkaat Aley Mustufa Mumbai
🌹Allama Nazmi farmate hai 🌹
🌹Rifate Mustafai par Arsh ki Aqal dang hai
Unki har ek ada me kya Mehboobiyat ka Rang hai
🌹Meraj ka sharaf mila yu tho har ek Rasool ko
Arsh se aage ja sake
Ahmede Mujtaba Fakat 🌹
🌹 Falaq pe dhoome Machi hui hai
Malaika jhoome ja rahe hai
Ki Mustafa apne Rab ki dawat pe Aaj tashreef la rahe hai
#⃣ Bazme Barkaat Aley Mustufa Mumbai
Friday, May 15, 2015
Darood e shifa
🌹Darood e Shifa 🌹
"Allah humma Salleala Sayyedna Muhammadin tibbil Qulibi wa dawai ha
Wa Aafiyatil abdani wa Shifai ha
wa Nooril absaari wa ziyaiha
Wa barik wa sallim daaiman abda "
www.barkaati92.blogspot.com
"Allah humma Salleala Sayyedna Muhammadin tibbil Qulibi wa dawai ha
Wa Aafiyatil abdani wa Shifai ha
wa Nooril absaari wa ziyaiha
Wa barik wa sallim daaiman abda "
www.barkaati92.blogspot.com
Thursday, April 30, 2015
life History of Hazrat Abul Hussain Ahmed e Noori Miya Merehravi Aleyhir Rehma
Hazrat Shah Abul Hussain Noori Miyan |
Qutb al-Irshaad Siraaj al-Awliya Sayyid Abul Hussain
Hadrat Shah Abul Hussain Ahmad-e-Noori alias Miyan Sahab, the last Qutub of Marehra dynasty became the Sajjadah Nasheen of Marehra Sharif after the demise of Shah Aal-e-Rasool Ahmadi. Following is Noori Miyan’s family tree:Ahmad-e-Noori al-Hussini al-Qadiri Barakaati Marehrawi Sayyid Shah Abul Hussain Noori Miyan Sahib s/o Sayyid Zahoor Hasan s/o Sayyid Shah Aal-e-Rasool s/o Sayyid Shah Aley Barkaat Suthrey Miyan s/o Sayyid Shah Hamza s/o Sayyid Shah Aley Muhammad s/o Sayyid Sayyid Shah Barkatullah s/o Sayyid Shah Uwais s/o Sayyid Shah Abdul Jaleel s/o Sayyid Shah Mir Abdul Wahid Bilgrami s/o Sayyid Shah Ibrahim s/o Sayyid Shah Qutubuddin s/o Sayyid Shah Mahro s/o Sayyid Shah Bade s/o Sayyid Shah Kamaal s/o Sayyid Shah Qasim s/o Sayyid Shah Hasan s/o Sayyid Shah Naseer s/o Sayyid Hussain s/o Sayyid Shah Umar s/o Sayyid Shah Muhammad Sughra s/o Sayyid Shah ali s/o Sayyid Shah Hussain s/o Sayyid Shah Abul Farah II s/o Sayyid Shah Abu Firas s/o Hazrat Sayyid Shah Abul Farah Wasti s/o Hazrat Sayyid Dawood s/o Hazrat Sayyid Hussain s/o Hazrat Sayyid Yahya s/o Hazrat Sayyid Zayd III s/o Hazrat Sayyid Umar s/o Hazrat Sayyid Zayd II s/o Hazrat Sayyid Ali Iraqi s/o Hazrat Sayyid Hussain s/o Hazrat Sayyid Ali s/o Hazrat Sayyid Muhammad s/o Hazrat Sayyid Issa alias Motam-ul-Ashbaal s/o Hazrat Sayyid Zayd the Shahid s/o Sayyid-us-Sadaat Imam Zainul Abidin Sajjad s/o Sayyidush Shuhada Imam Hussain s/o Hazrat Ameer al Momineen Mawla Ali Murtaza the husband of Sayyidatun Nisa Fatima az-Zahra d/o Sayyid al Ambiya Ahmad-e-Mujtaba Muhammad-e-Mustafa Sallallaho Alaihi wa Sallam wa Ridhwanullahi Ta’ala Alaihim Ajama’een.Hadrat Noori Miyan Saheb was born on 19th of Shawal 1255 hijri (corresponding to 26th December, 1839) in Marehra. He was barely 2½ years when he lost his mother. He was taken over by his grandmother Nisar Fatima and Grandfather Shah Aal-e-Rasool Ahmadi. Hadrat Khaatim al-Akaabir Shah Aal-e-Rasool never allowed him to be out of his sight. He educated him and trained him in the family traditions and legacies. At the age of eleven years he lost his father Shah Zahoor Hasan who died on 26th of Jamadi al-Awwal at Dhari in Kathiawad. That was the time when his grandfather put him to hard training in mystic rituals. Hadrat Khatim al-Akabir used to say: “Miyan Sahib has nothing to do with worldly pleasures. He is something and is deemed to be something in the spiritual world. He is one of the seven Qutubs whose glad tiding has been given by Hadrat Bu-Ali Shah Qalandar and Hadrat Shah Badiuddin Qutb-e-Madar and he is the last Qutub of the chain of seven Qutubs.”Hadrat Noori Miyan sahib became the Mureed of Shah Aal-e-Rasool in 1267 hijri and was declared the Sajjadah Nasheen of the Dargah. He received his worldly education at the hands of renowned Scholars like Maulvi Shah Turab Ali of Lucknow, Maulvi Fadhlullah Jalesari, Maulvi Noor Ahmad Badauni, Maulvi Muhammad Saeed Badauni, Maulvi Abdul Qaadir Badauni, Maulvi Fadhl-e-Rasool Badauni, Maulvi Ahmad Hasan Sufi Muradabadi and Maulvi Hussain Shah Bukhari. The spiritual education was imparted to him by great seers like the Khatim al-Akabir Shah Aal-e-Rasool Ahmadi and Shah Ghulam Muhiyuddin Amir-e-Alam. His other mentors were Shah Shams al-Haq alias Tinka Shah, Mufti Sayyid Ainul Hasan Bilgrami and Hafiz Shah Ali Hussain Muradabadi. After the completion of spiritual training, Shah Aal-e-Rasool Ahmadi conferred upon Hadrat Noori Miyan the Khilafat and Ijazat of all the five silsilas of his family including the Qadriyah, Chishtiyah, Naqshbandiyah, Suhrwardiyah and Maddariyah. He spent most of his time in Dhikr and meditation. Noori Miyan’s court was always full of Mureeds and Khalifas who put forth their problems to him and got delivered from these problems immediately. He always visited the houses of poor people and consoled them. The rich Mureeds yearned for his visit to their homes but he preferred the poor ones. Hadrat Miyan Sahab was the Spiritual Master of Great Sunni Scholar of Bareilly, Hadrat Mustafa Rida Khan, known as Mufti-e-Azam-e-Hind. Hadrat Noori Miyan was the author of many books on various subjects: Al-Aslul Musaffa fi Aqaid-e-Arbab-e-Sunnatil Mustafa – a journal in simple Urdu for children on the basics of faith. Risala Sawal-o-Jawab – a journal in Urdu on the wrong beliefs of misguided Rafidhi Sect. Ishtihar-e-Noori – an essay against Sunni Ulema’s joining the Nadwa group. Tehqeequl Tarawih – a journal testifying the twenty rak’ats of Tarawih during Ramadhan, Dalil-ul-Yaqin – proving that Hazrat Abu Bakr and Hazrat Umar were superior beings among the Companions of the Holy Prophet. A journal on the beliefs of Ahl-e-Sunnat regarding the battles of Jumal, Siffin and Naharwan. Lataif-e-Tariqat Kashful Quloob – a journal in Urdu on the early phases of mysticism. An-Noor-o-Wal-Baha fi-Asaneedil Hadith wa Salasilil Awliya – a journal containing the hierarchy of the traditions of the Holy Prophet. Sirajul Awarif fil-Wasaya wal Ma’raif – a book on Urdu on various information regarding the Sufi practice. Al-Jafar – a brief journal in Urdu on the method of Jafar. Takheel-e-Noori – collection of Arabic, Persian and Urdu poetry. His pen name was Saeed in early days. Later he adopted Noori as his pseudonym. He died on 11th Rajab al-Murajjab 1324 Hijri (31st of August 1906). His first wife was Ruqaiyya Begum the daughter of his uncle Shah Zahoor Hussain and the second wife was Altaf Fatima the daughter of Sayyid Muhammad Haider. He had a son Sayyid Muhiyuddin Jilani who died at an early age.
— — —
Extracted from Tadhkira Mashaikh-e-Qadiriyah Barakatiya Ridawiyah |
Subscribe to:
Comments (Atom)
