aap tamam logo ko Eidul fitr mubarak ho !
EId ke din ki sunnate
* EID ke liye ghusul karna,
*Naya kaphda pehnna ,
* khajur kha kar Eid ki Namaz ke liye jana.(1-3-5)
* surma lagana, * Attar lagana.
*ek raste se jana aur dusre raste se jana .
* musafa aur muanka karna
* namaaze EId se pehle sadqa e fitr ada kardena!
*
Total Pageviews
Friday, September 10, 2010
Tuesday, September 7, 2010
kya aap jante hai ?
Do you know ?
Rasulullah (sallallahualahiwasallam) ne farmaya Sadqae fitr dene wale ko har dane ke badle me sattar hazar mahal milenge jinki lambai mashriq se maghrib tak hogi.
(kya aap jante hai ? page=655.)

Monday, September 6, 2010
Friday, September 3, 2010
kya aap jante hai ?
sarkare do aalam ( sallallahualaihiwasallam) ki chadar ki lambai char gaz ki, aur chaudai dhai gaz ki thi.
"Dhundha hi kare sadre qiyamat ke siphai, woh kis ko mile jo tere Daman me chipa ho"!
"khjoor ki sukhi chatai hai mere sarkar ka bichona, hame kinaat ka dars dene yeh sari zehmat utha rahe hai . (Nazmi)

Subscribe to:
Comments (Atom)